علماء کیوں متحد نہیں ہوتے؟ Ulmaa Khu Muthid ni hota Syed Jawad naqvi hafizullah
is video main agha shab apko batain gain ka ulmaa khu muthid ni ho raha hain.
ulama k andar ilmi jang ko b khatam kiya ja sakta hai, aqeedati jang b khatam ho sakti hai or nazariati jang b khatam ho sakti hai pir kiyon muttahid nahi hotay. ?? uski waja hai ikhlaqi kamzoriyan jo insaan ko andar say maghloob kar daiti hain. jab hamaray andar khud khuwahi or anaa aa jati hai tab aik hi imaam k pairokaar alag alag raston par chalnay lagtay hain. yai rasta tarbiat say hal hoga. yai rasta jihad akbar say tay hoga. ham us waqt ghalbay say bahir ayengay jab apnay andar say maghloobiat ki jang jeet jayengay. imam khumaini nay apni kitab jihad akbar mai is baat ka zikar kiya gaya hai.
Syed Agha Jawad Naqvi's Majalis from 11th - 20th Safar 1433 being held at IRC
topic: Islam deen ghalib, tahshaiyo maktab ghalib.
for full lecture please visit : www.islamimarkaz.com
join us on facebook: www.facebook.com/RahberKhamenei
like our fanpage. www.facebook.com/Mashrabe.Naab

0 comments:
Do Not Post Bad Comment